SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHuun-e-jigar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHuun-e-jigar"
Ghazal
mataa-e-KHuun-e-jigar ashk ko pilaa baiThe
asaasa haath me.n jitnaa thaa sab uThaa baiThe
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
qatra-e-KHuun-e-jigar ko chashm-e-tar tak le ga.e
ab ke aa.e aise baadal meraa ghar tak le ga.e
Maroof Raebarelvi
Ghazal
tasviir banaataa huu.n tirii KHuun-e-jigar se
dekhaa hai tujhe mai.n ne mohabbat kii nazar se
Shakeel Badayuni
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
KHuun-e-jigar
ख़ून-ए-जिगरخُونِ جِگَر
Persian
pretty, lovely, very special, hard working, heart blood, sorrow, anger
KHuun-e-jigar bahaanaa
ख़ून-ए-जिगर बहानाخُونِ جِگَر بَہانا
محنت و جانفشانی کرنا، جگر کاوی
KHuun-e-jigar pilaanaa
ख़ून-ए-जिगर पिलानाخُونِ جِگَر پِلانا
to raise with great affection and enduring toils
KHuun-e-jigar se paalnaa
ख़ून-ए-जिगर से पालनाخُونِ جِگَر سے پالْنا
رک : خون جگر سے سین٘چنا ۔
MORE MATCHES FOR "KHuun-e-jigar"
Sher
ko.ii taKHliiq ho KHuun-e-jigar se janm letii hai
kahaanii likh nahii.n sakte kahaanii maa.ngne vaale
Manzar Bhopali
Sher
KHuun-e-jigar ke qatre aur ashk ban ke Tapke.n
kis kaam ke liye the kis kaam aa rahe hai.n
Anand Narayan Mulla
Ghazal
rishta jigar kaa KHuun-e-jigar se nahii.n rahaa
mausam tavaaf-e-kuuchaa-o-dar kaa nahii.n rahaa
Fuzail Jafri
Sher
Arman Khan Arman
Ghazal
nahii.n hone kaa ye KHuun-e-jigar band
na baa.ndhii aastiin aa.nkho.n pe tar band
Imdad Ali Bahr
Ghazal
bahaa ke KHuun-e-jigar laala-zaar dekhe.nge
KHizaa.n me.n shoKHii-e-rang-e-bahaar dekhe.nge
Natiq Azmi
Ghazal
ishq ko KHuun-e-jigar kii hai talab kahte hai.n
zaKHm khaane ko vafaa.o.n kaa adab kahte hai.n