SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHuun-e-jigar"
Nazm MATCHES FOR "KHuun-e-jigar"
Nazm
bhagat singh aazad
KHuun-e-jigar se jashn-e-bahaaraa.n manaa gayaa
maa.n ke charan pe jaan ke motii cha.Dhaa gayaa
Bekal Utsahi
Nazm
masjid-e-qurtuba
qatra-e-KHuun-e-jigar sil ko banaataa hai dil
KHuun-e-jigar se sadaa soz o suruur o suruud
Allama Iqbal
Nazm
shajar-e-mamnua
aa.nkhe.n jalne lagtii hai.n
KHuun-e-jigar khi.nch aataa hai
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
kahe.n pe KHuun-e-jigar ke dhabbe
ye chaak hai panja-e-aduu kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
karachi
Gariibo.n ke KHuun-e-jigar kii badaulat
amiiro.n kaa suukhaa hu.aa halq tar hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
dhanak ki bund
sochtaa huu.n ki dhanak hai ye bhii
is me.n hai KHuun-e-jigar kii surKHii
Aslam Farrukhi
Nazm
choT lagti hai agar
ek ik harf likhaa KHuun-e-jigar se lekin
kuchh nahii.n badlaa bajaa kahte ho
Farhat Parveen
Nazm
tirgi
is a.ndhere me.n magar KHuun-e-jigar kii sham.e.n
apne viiraane me.n raushan kar luu.n
Anjum Azmi
Nazm
mera qalam
mai.n ashko.n me.n KHuun-e-jigar huu.n milaataa
bane tab qalam kii mire raushnaa.ii
Sada Ambalvi
Nazm
jaeza
ek fankaar huu.n sarmaaya miraa KHuun-e-jigar
zindagii baarhaa sho.alo.n me.n giraftaar hu.ii
Muslim Shameem
Nazm
doctor zor se
tuu ne kii taKHliiq ai mahv-e-KHiraam-e-justujuu
qatra-e-KHuun-e-jigar se kaa.enaat-e-rang-o-buu
Maikash Akbarabadi
Nazm
hindustani laDkon ka tarana
gul ye khile hai.n fikr-o-nazar ke
sii.nchaa hai ham ne KHuun-e-jigar se
Saadat Nazeer
Nazm
faiz ahmad faiz
KHud apnaa KHuun-e-jigar sii.nchtaa rahaa us ko
anaa ke dasht me.n laala ko.ii khile jaise
Razi Haidar
Nazm
doctor aKHtar husain rae puri
KHuun-e-jigar se harf kaa chehra damak uThe
ab fan kii sarhado.n kaa ta.ayyun kare ko.ii
Muslim Shameem
Nazm
urdu
KHuun-e-jigar se tuu ne jis reKHta ko sii.nchaa
aalam me.n naza.a ke hai miltaa nahii.n masiihaa