SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHuun-e-jigar"
Ghazal MATCHES FOR "KHuun-e-jigar"
Ghazal
mataa-e-KHuun-e-jigar ashk ko pilaa baiThe
asaasa haath me.n jitnaa thaa sab uThaa baiThe
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
qatra-e-KHuun-e-jigar ko chashm-e-tar tak le ga.e
ab ke aa.e aise baadal meraa ghar tak le ga.e
Maroof Raebarelvi
Ghazal
tasviir banaataa huu.n tirii KHuun-e-jigar se
dekhaa hai tujhe mai.n ne mohabbat kii nazar se
Shakeel Badayuni
Ghazal
shaane kaa bahut KHuun-e-jigar jaa.e hai pyaare
tab zulf kahii.n taa-ba-kamar jaa.e hai pyaare
Kaleem Aajiz
Ghazal
rishta jigar kaa KHuun-e-jigar se nahii.n rahaa
mausam tavaaf-e-kuuchaa-o-dar kaa nahii.n rahaa
Fuzail Jafri
Ghazal
nahii.n hone kaa ye KHuun-e-jigar band
na baa.ndhii aastiin aa.nkho.n pe tar band
Imdad Ali Bahr
Ghazal
bahaa ke KHuun-e-jigar laala-zaar dekhe.nge
KHizaa.n me.n shoKHii-e-rang-e-bahaar dekhe.nge
Natiq Azmi
Ghazal
ishq ko KHuun-e-jigar kii hai talab kahte hai.n
zaKHm khaane ko vafaa.o.n kaa adab kahte hai.n
Nirmal Nadeem
Ghazal
mai.n huu.n vo aa.nkh jise KHuun-e-jigar le Duube
mai.n vo naala huu.n jise us kaa asar le Duube
Raheel Farooq
Ghazal
KHuun-e-jigar ko Gazlo.n me.n tum apnii Dhaal ke
kyaa she'r kah rahe ho ai 'aatif' kamaal ke
Ateeq Ali Aatif
Ghazal
muft hai KHuun-e-jigar azmat-e-kirdaar ke saath
ashk milte hai.n yahaa.n diida-e-bedaar ke saath
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
KHuun-e-dil hotaa rahaa KHuun-e-jigar hotaa rahaa
ye tamaashaa 'ishq me.n shaam-o-sahar hotaa rahaa
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Ghazal
mal KHuun-e-jigar meraa haatho.n se hinaa samjhe
mai.n aur to kyaa kosuu.n par tum se KHudaa samjhe
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dete hai.n jis ko KHuun-e-jigar kam bahut hii kam
aate hai.n us shajar pe samar kam bahut hii kam
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
aa.nkho.n se ravaa.n kyo.n hai miraa KHuun-e-jigar aaj
shaayad ki hu.aa dil hadaf-e-tiir-e-nazar aaj
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
Imdad Imam Asar
Ghazal
sho.ala-e-mauj-e-talab KHuun-e-jigar se niklaa
naa-rasaa.ii me.n bhii kyaa kaam hunar se niklaa
Zeb Ghauri
Ghazal
aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karuu.n KHuun-e-jigar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
KHuun-e-jigar kaa haasil ik sher-e-tar kii suurat
apnaa hii aks jis me.n apnaa hai rang bharnaa