SEARCH RESULTS
Showing search results for "Saharanpuri"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saharanpuri"
Sher
hazaar baar iraada kiye baGair bhii ham
chale hai.n uTh ke to aksar ga.e usii kii taraf
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
ik KHalish ko haasil-e-umr-e-ravaa.n rahne diyaa
jaan kar ham ne unhe.n naa-mehrbaa.n rahne diyaa
Adeeb Saharanpuri
Sher
manzile.n na bhuule.nge raah-rau bhaTakne se
shauq ko ta'alluq hii kab hai paa.nv thakne se
Adeeb Saharanpuri
Sher
mahsuus kar rahaa huu.n KHud apne jamaal ko
jitnaa tire qariib chalaa jaa rahaa huu.n mai.n
Arzoo Saharanpuri
MORE MATCHES FOR "saharanpuri"
Sher
baa.ndh kar ahd-e-vafaa ko.ii gayaa hai mujh se
ai mirii umr-e-ravaa.n aur zaraa aahista
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
is siyaasat me.n miyaa.n aabaad ho jaane ke ba.ad
mar ga.e kirdaar zindabaad ho jaane ke ba.ad
Bilal Saharanpuri
Sher
raahat kii justujuu me.n KHushii kii talaash me.n
Gam paaltii hai umr-e-gurezaa.n na.e na.e
Adeeb Saharanpuri
Sher
muqaddar se mire dono.n ke dono.n bevafaa nikle
na umr-e-bevafaa palTii na phir jaa kar shabaab aayaa
Anwar Saharanpuri
Ghazal
nahii.n kisii kii tavajjoh KHud-aagahii kii taraf
ko.ii kisii kii taraf hai ko.ii kisii kii taraf
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
manzile.n na bhuule.nge raah-rau bhaTakne se
shauq ko ta'alluq hii kab hai paa.nv thakne se
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
kuchh nazaakat na ho shoKHii na ho andaaz na ho
husn vo husn kyaa jis husn me.n kuchh naaz na ho
Bilal Saharanpuri
Sher
ik KHalish ko haasil-e-umr-e-ravaa.n rahne diyaa
jaan kar ham ne unhe.n naa-mehrbaa.n rahne diyaa
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
Bilal Saharanpuri
Ghazal
gha.Diyaa.n ajiib hotii hai.n kuchh intizaar kii
haalat na puuchiyegaa dil-e-be-qaraar kii





