SEARCH RESULTS
Showing search results for "Thaur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Thaur"
Ghazal
aasmaa.n mil na sakaa dhartii pe aayaa na gayaa
zindagii ham se ko.ii Thaur banaayaa na gayaa
Imran Badayuni
Ghazal
'mohsin' kahii.n bhii le ke hame.n aab-o-daana jaa.e
apnaa yahaa.n pe Thaur ko.ii kyaa Thikaanaa kyaa
Mohsin Zaidi
Sher
rakkhaa hai Thaur mujh ko kahrave ke naach ne
kuulhaa kahii.n ko jaave hai us kaa, kamar kahii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
shart saahil kii ye hotii hii kisii tuufaa.n me.n
Thaur jab tak na mile KHud ko bahaa.e rakhiye
Piyush Awasthi
Ghazal
mulaaqaat kyaa ho rahe Thaur bas ham
ki jaane ke vaa.n to Thikaane ba.ndhe hai.n
Jurat Qalandar Bakhsh
PAGE MATCHES FOR "Thaur"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "Thaur"
Ghazal
ab apne taur hii me.n nahii.n tum so kaash ki
KHud me.n KHud apnaa taur ko.ii dam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
falak se taur qayaamat ke ban na pa.Dte the
aKHiir ab tujhe aashob-e-rozgaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Nazm
daraKHt-e-zard
ajab be-maajraa be-taur be-zaaraana haalat hai
vajuud ik vahm hai aur vahm hii shaayad haqiiqat hai
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jo apne taur se ham ne kabhii guzaare the
vo sub.h o shaam to jaise fasaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
hazaar mujh se vo paimaan-e-vasl kartaa rahaa
par us ke taur-tariiqe mukarne vaale the
