SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-e-hayaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aab-e-hayaat"
Ghazal
jo mustahiq hai.n asl me.n aab-e-hayaat ke
pyaase vahii mile.nge kinaare furaat ke
Ismat Javed
Sher
aab-e-hayaat jaa ke kisuu ne piyaa to kyaa
maanind-e-KHizr jag me.n akelaa jiyaa to kyaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
aab-e-hayaat jaa ke kisuu ne piyaa to kyaa
maanind-e-KHizr jag me.n akelaa jiyaa to kyaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
PAGE MATCHES FOR "aab-e-hayaat"
MORE MATCHES FOR "aab-e-hayaat"
Sher
zahr kaa jaam hii de zahr bhii hai aab-e-hayaat
KHushk-saalii kii to ho jaa.e talaafii saaqii
Aziz Hamid Madni
Sher
KHizr se kah do ki aa kar dekh le.n aab-e-hayaat
dho.e jaate hai.n nicho.De jaa.e.nge gesuu-e-dost
Sayyad Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi
Ghazal
ik be-karaa.n sukuut hai ab shaamil-e-hayaat
uf kis jagah pe Thahr ga.ii nabz-e-kaa.enaat
Rafiq Siraji
Ghazal
Qaisar hayat
Ghazal
sub.h-e-nashaat-e-dil hai na shaam-e-Gam-e-'hayaat'
ai iztiraab-e-shauq kahaa.n le chalaa mujhe
Hayat Madrasi
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n tiraa 'ishq bhii ai jaan-e-'hayaat'
zaruur chho.D ke jaa.egaa ik nishaanii bhii
Danish Hayat
Ghazal
zamiin vaalo.n pe kyaa kyaa sitam nahii.n hotaa
ye aasmaan magar zer-o-bam nahii.n hotaa