SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-e-teg-e-nigaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aab-e-teg-e-nigaah"
Ghazal
na puuchh siina-e-aashiq se aab-e-teG-e-nigaah
ki zaKHm-e-rauzan-e-dar se havaa nikaltii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
sunaa hai zaKHmi-e-teG-e-nigah kaa dam nikaltaa hai
tiraa armaan le ai qaatil-e-aalam nikaltaa hai
Hairat Allahabadi
Ghazal
teG-e-nigah-e-diida-e-KHuu.n-KHaar nikaalii
kyuu.n aap ne ushshaaq pe talvaar nikaalii
Mardan Ali Khan Rana
PAGE MATCHES FOR "aab-e-teg-e-nigaah"
MORE MATCHES FOR "aab-e-teg-e-nigaah"
Ghazal
khaa ke teG-e-nigah-e-yaar dil-e-zaar giraa
mardum-e-diid pukaare ki vo sardaar giraa
Shuoor Bilgrami
Kulliyat
aaya so aab-e-teG hii mujh ko chaTaa gayaa
thaa vo burinda zaKHmo.n pe mai.n zaKHm khaa gayaa
Meer Taqi Meer
Sher
ik zaraa teG-e-nigah ko jo ishaaraa ho jaa.e
aap kaa naam ho aur kaam hamaaraa ho jaa.e
Mehdi Ali Khan Zaki Lakhnavi
Sher
hariif-e-teG-e-sitam-gar to kar diyaa hai tujhe
ab aur mujh se tuu kyaa chaahtaa hai sar mere
Irfan Siddiqi
Ghazal
jumbish-e-teG-e-nigah kii nahii.n haajat aslan
kaam meraa vo ishaaro.n hii me.n kar jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Nazm
jam-e-jam ke sath
kaaTii hai umr abruu-e-teG-e-do-dam ke saath
mai.n us ke dam ke saath huu.n vo mere dam ke saath
ismatullah ismat beg
Sher
ye ehtijaaj ajab hai KHilaaf-e-teG-e-sitam
zamii.n me.n jazb nahii.n ho rahaa hai KHuu.n meraa
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
halaak-e-teG-e-jafaa yaa shahiid-e-naaz kare
tiraa karam hai jise jaise sarfaraaz kare
Bedam Shah Warsi
Ghazal
shauq se dil ko tah-e-teG-e-nazar hone do
jis taraf us kii tabii.at hai udhar hone do












