SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-e-teg-e-nigaah"
Ghazal MATCHES FOR "aab-e-teg-e-nigaah"
Ghazal
na puuchh siina-e-aashiq se aab-e-teG-e-nigaah
ki zaKHm-e-rauzan-e-dar se havaa nikaltii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
sunaa hai zaKHmi-e-teG-e-nigah kaa dam nikaltaa hai
tiraa armaan le ai qaatil-e-aalam nikaltaa hai
Hairat Allahabadi
Ghazal
teG-e-nigah-e-diida-e-KHuu.n-KHaar nikaalii
kyuu.n aap ne ushshaaq pe talvaar nikaalii
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
Tabeeb Arvi
Ghazal
khaa ke teG-e-nigah-e-yaar dil-e-zaar giraa
mardum-e-diid pukaare ki vo sardaar giraa
Shuoor Bilgrami
Ghazal
jumbish-e-teG-e-nigah kii nahii.n haajat aslan
kaam meraa vo ishaaro.n hii me.n kar jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
halaak-e-teG-e-jafaa yaa shahiid-e-naaz kare
tiraa karam hai jise jaise sarfaraaz kare
Bedam Shah Warsi
Ghazal
shauq se dil ko tah-e-teG-e-nazar hone do
jis taraf us kii tabii.at hai udhar hone do
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
juluus-e-teG-o-alam jaane kis dayaar kaa hai
pas-e-Gubaar bhii ik silsila Gubaar kaa hai
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
jauhar-e-teG-e-nigah khul jaa.egaa
mu.nh na mere zaKHm kaa khulvaa.iye
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
kyaa puuchhte ho jauhar-e-teG-e-nigaah-e-naaz
ye us se tez hai jo tumhaarii kamar me.n hai
Syed Ameer Hasan Marharvi Diler
Ghazal
paa-e-nigaah-e-ahl-e-nazar ke pa.De hai.n niil
ruKHsaar-e-naaznii.n pe nahii.n til alag alag
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
dil-o-nigaah pe kyuu.n chhaa rahaa hai ai saaqii
ye terii aa.nkh kaa nashsha sharaab se pahle
A G Josh
Ghazal
aab-o-havaa-e-shahr junuu.n-KHez thii bahut
daaman nahii.n the phir bhii hu.e taar taar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye mauj taa-ki safiine ko garm-rau rakkhe
kuchh aag KHema-e-aab-e-ravaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
is qadar mazbuut mausam par rahii kis kii giraft
mai.n ki mujh se siina-e-aab-o-havaa raushan hu.aa