SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaftaab-e-sub.h"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aaftaab-e-sub.h"
Nazm
aaftab-e-subh
شورش ميخانہ انساں سے بالاتر ہے تو
زينت بزم فلک ہو جس سے وہ ساغر ہے تو
Allama Iqbal
Ghazal
suno baGaur kisii roz 'aaftaab'-e-suKHan
vo shaa.erii ke taqaddus kaa e.atibaar banaa
Aftab Khan
Ghazal
ai aaftaab-e-sub.h idhar bhii ko.ii kiran
muddat se ik Gariib umiid-e-sahar me.n hai
Sharib Lakhnavi
Ghazal
ai aaftaab-e-sub.h faraaGat idhar kahaa.n
ham log pii rahe hai.n abhii zahr-e-kashmakash
Hamid Husain Hamid
Ghazal
sadiyo.n se zulmato.n kaa zamaane pe raaj hai
ai aaftaab-e-sub.h tirii zau kahaa.n hai aaj
Rifat Al-Husaini
PAGE MATCHES FOR "aaftaab-e-sub.h"
BOOKS MATCHES FOR "aaftaab-e-sub.h"
MORE MATCHES FOR "aaftaab-e-sub.h"
Ghazal
jamaal-o-husn ke pahluu kii dhuup hai darkaar
ai 'aaftaab'-e-tamanna na kar niraash mujhe
Aftab Khan
Ghazal
kaano.n kaa husn jalva-e-aariz se pa.D gayaa
ruKH aaftaab-e-sub.h bunaa-gosh ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kiran phuuTii ufuq par aaftaab-e-sub.h-e-mahshar kii
sunaa.e jaa.o apnii daastaan-e-zindagii kab tak
Saba Akbarabadi
Ghazal
Sultan Rashk
Ghazal
mafar nahii.n Gam-e-duniyaa se 'aaftaab-husain'
bahut kaThin hai ye manzil magar zaruurii hai
Aftab Hussain
Ghazal
nahii.n hai taab-e-nazaara hii 'aaftaab' husain
vagarna dahr me.n kyaa kyaa hai dekhne ke liye
Aftab Hussain
Ghazal
kabhii khilo bhii ye kyaa hai ki 'aaftaab-husain'
pa.De raho yuu.nhii ghar par kisii ke aa.o na jaa.o
Aftab Hussain
Ghazal
vo 'aaftaab' lab-e-baam bhii utar aa.e
magar kisii me.n use dekhne kii taab to ho