SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaftab e dagh ebooks"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aaftab e dagh ebooks"
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
taab kyaa ham-taab hove us se KHurshiid-e-falak
aaftaab-e-daaG-e-dil kii apne taabish aur hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aaftaab-e-daaG-e-saudaa kii haraarat dekh kar
chhaa.nv me.n dil tuftgaan-e-Gam ko biThlaatii hai teG
Bayan Meeruthi
Ghazal
hai apne soz-e-dil kaa dimaaG aasmaan par
partav hai aaftaab dil-e-daaG-daar kaa
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
aaftaab-e-hashr kab chamkaa 'riyaaz'
daaG-e-mai daaman se jab mai.n dho chukaa
Riyaz Khairabadi
BOOKS MATCHES FOR "aaftab e dagh ebooks"
MORE MATCHES FOR "aaftab e dagh ebooks"
Ghazal
ai aaftaab-e-mahshar kholuu.n huu.n daaG dil kaa
chamkaa agar ye taaraa ma.aluum ho rahegaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
ai aaftaab-e-hashr zaraa ik nazar idhar
laayaa huu.n dil ke daaG numaayaa.n kiye hu.e
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Kulliyat
us aaftaab-e-husn ke ham daaG-e-sharm hai.n
aise zuhuur par bhii vo mu.nh ko chhupaa rahe
Meer Taqi Meer
Ghazal
yaad un kii jalva-gar hai dil-e-daaG-daar me.n
niklaa hai aaftaab shab-e-intizaar me.n
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
ujaalaa kaisaa ujaale kaa KHvaab laa na sake
sahar se maa.ng ke ham aaftaab laa na sake
Ezaz Afzal
Ghazal
hai aaftaab aur mire dil kaa daaG ek
dekhaa to bazm-e-ishq me.n hai ye charaaG ek
Joshish Azimabadi
Ghazal
meraa daaG-e-hijr bhii to hogaa aaKHir mere saath
dekhnaa hai hashr me.n niklegaa kyuu.nkar aaftaab
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
bulandiyo.n se vo be-daaG nuur ubhar aa.e
hazaar rang tahii vus.ato.n me.n bhar aa.e