SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalam-e-huu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aalam-e-huu"
Sher
aalam-e-huu me.n kuchh aavaaz sii aa jaatii hai
chupke chupke ko.ii kahtaa hai fasaana dil kaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
shiddat-e-jazb me.n jab aalam-e-huu boltaa hai
mai-e-gul-ra.ng chhalaktii hai subuu boltaa hai
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
Farkhanda Razvi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
'aalam-e-huu
'आलम-ए-हू عالَمِ ہُو
place of awesome stillness, state of nothingness (except God)
Arabic
MORE MATCHES FOR "aalam-e-huu"
Ghazal
aalam-e-huu tire vahshii ne jab aabaad kiyaa
arsh ko phuu.nk diyaa farsh ko barbaad kiyaa
Mirza Ghulam Abbas Zahir Haidari
Ghazal
baa'z auqaat to mai.n 'aalam-e-huu ko KHud me.n
khii.nch letaa huu.n tasaahul kii faraavaanii se
Ali Haidar Alvi
Ghazal
kuchh bhii nahii.n hai aalam-e-zarraat se aage
ik 'aalam-e-huu 'aalam-e-asvaat se aage
Jameel Mazhari
Ghazal
terii KHaamosh-nigaahii ke takallum kii qasam
tuu agar chup ho to ik aalam-e-huu boltaa hai
Mohammad Owais Malik
Ghazal
na parinde hai.n na ab khelte bachche 'taasiir'
ab to chhaayaa hai faqat aalam-e-huu gaa.nv me.n
Taseer Jafry
Ghazal
zamaa.n-makaa.n se guzar kar huu.n aalam-e-huu me.n
safar tamaam hu.aa shauq-e-justujuu bhii nahii.n
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
ai KHudaa tuu hii bataa kaise kare.nge inkaar
aalam-e-huu me.n tujhe haath lagaate hu.e ham
Naeem Sarmad
Ghazal
'aalam-e-huu me.n sahii shor to kar lene do
apne hone kaa bhii e'laan zaruurii hai miyaa.n
Asif Bilal
Ghazal
'aalam-e-huu me.n sahii shor to kar lene do
apne hone kaa bhii e'laan zaruurii hai miyaa.n