SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaluud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aaluud"
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
kuchh dhuul hai bikhrii yaado.n kii
kuchh gard-aaluud se mausam hai.n
Mohsin Naqvi
Nazm
nau-jawan se
na dekh zohd kii tuu ismat-e-gunah-aaluud
gunah me.n fitrat-e-ismat-ma.aab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
dil mat lagaa ruKH-e-araq-aaluud yaar se
aa.iine ko uThaa ki zamii.n nam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "aaluud"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aaluud"
Nazm
ziyaada pas mat aana
mirii taariikiyo.n me.n
gum-shuda sadiyo.n ke gard-aaluud naa-aasuuda KHvaabo.n ke
Rehman Faris
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
puuchh lo is se tumhaaraa naam kyuu.n taabinda hai
'dyer'-e-gurg-e-dahan-aaluud ab bhii zinda hai
Josh Malihabadi
Nazm
tumhaari yaad
aabjuu ke hasii.n kinaaro.n par
KHvaab-aalud rahguzaaro.n par
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
parchhaiyan
ye be-qaraar ye be-iKHtiyaar josh-e-numuud
ki jaise nuur kaa favvaara ho shafaq-aaluud
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aadhi raat
fazaa-e-niim-shabii nargis-e-KHumaar-aaluud
ka.nval kii chuTkiyo.n me.n band hai nadii kaa suhaag
Firaq Gorakhpuri
Nazm
masjid
gard-aaluud charaaGo.n ko havaa ke jho.nke
roz miTTii kii na.ii tah me.n dabaa jaate hai.n