SEARCH RESULTS
Showing search results for "aamiin"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aamiin"
Nazm
parchhaiyan
vo pe.D jin ke tale ham panaah lete the
kha.De hai.n aaj bhii saakit kisii amii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Marsiya
pahluu me.n baadshaah ke thaa jalva-gar vaziir
sardaar-e-dii.n alii-e-valii KHalq kaa amiir
Meer Anees
PAGE MATCHES FOR "aamiin"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aamiin"
Ghazal
ham ahl-e-dil hai.n mohabbat kii nisbato.n ke amiin
hamaare paas zamiino.n kaa goshvaara nahii.n
Iftikhar Arif
Sher
hai taa-hadd-e-imkaa.n ko.ii bastii na bayaabaa.n
aa.nkho.n me.n ko.ii KHvaab dikhaa.ii nahii.n detaa
Syed Amin Ashraf
Sher
KHuu.n shahiidaan-e-vatan kaa rang laa kar hii rahaa
aaj ye jannat-nishaa.n hindostaa.n aazaad hai
Ameen Salaunvi
Ghazal
amiin-e-raaz hai mardaan-e-hur kii darveshii
ki jibra.iil se hai us ko nisbat-e-KHveshii
Allama Iqbal
Ghazal
umr-bhar ishq kisii taur na kam ho aamiin
dil ko har roz ataa ne.amat-e-Gam ho aamiin
Rehman Faris
Nazm
mera hona na hona
ye nukta bhii isii nuqte me.n muzmar hai
vo ek nuqta ki ab tak jis ke hone kaa amii.n huu.n mai.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
KHabar to duur amiin-e-KHabar nahii.n aa.e
bahut dino.n se vo lashkar idhar nahii.n aa.e














