SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashiyaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aashiyaane"
Ghazal
faaKHta kii majbuurii ye bhii kah nahii.n saktii
kaun saa.np rakhtaa hai us ke aashiyaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
ajab mahak thii mire gul tire shabistaa.n kii
so bulbulo.n ke vahaa.n aashiyaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
du.aa bahaar kii maa.ngii to itne phuul khile
kahii.n jagah na rahii mere aashiyaane ko
Qamar Jalalvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aashiyaane"
Sher
Bashir Mehtaab
Ghazal
baaGbaa.n ne aag dii jab aashiyaane ko mire
jin pe takiya thaa vahii patte havaa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
dil sulagtaa rahaa aashiyaane ke ba.ad
aag ThanDii hu.ii ik zamaane ke ba.ad
Khumar Barabankavi
Ghazal
ye qafas hai ghar kii zebaa.ish ba.Dhaane ke liye
ye parinde to nahii.n hai.n aashiyaane ke liye


