SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashiyaane"
Ghazal MATCHES FOR "aashiyaane"
Ghazal
faaKHta kii majbuurii ye bhii kah nahii.n saktii
kaun saa.np rakhtaa hai us ke aashiyaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
ajab mahak thii mire gul tire shabistaa.n kii
so bulbulo.n ke vahaa.n aashiyaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
du.aa bahaar kii maa.ngii to itne phuul khile
kahii.n jagah na rahii mere aashiyaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
baaGbaa.n ne aag dii jab aashiyaane ko mire
jin pe takiya thaa vahii patte havaa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
dil sulagtaa rahaa aashiyaane ke ba.ad
aag ThanDii hu.ii ik zamaane ke ba.ad
Khumar Barabankavi
Ghazal
ye qafas hai ghar kii zebaa.ish ba.Dhaane ke liye
ye parinde to nahii.n hai.n aashiyaane ke liye
Adeem Hashmi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jataate rahte hai.n ye haadse zamaane ke
ki tinke jamaa kare.n phir na aashiyaane ke
Saail Dehlvi
Ghazal
parinde duur fazaa.o.n me.n kho ga.e 'alvii'
ujaa.D ujaa.D daraKHto.n pe aashiyaane the
Mohammad Alvi
Ghazal
sochtaa huu.n ab kahii.n bijlii girii to kyuu.n girii
tinke laayaa thaa kahaa.n se aashiyaane ke liye