SEARCH RESULTS
Showing search results for "aavaaz-garo.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aavaaz-garo.n"
Ghazal
sunte hai.n phir ik roz sunaa.ii nahii.n detii
ye chiiKHne chillaane kii aavaaz gharo.n se
Nand Kishore Anhad
Ghazal
mere ho.nTo.n pe KHamoshii kaa na katba likhnaa
ghaT ke rah jaa.egii aavaaz-garo.n kii aavaaz
Parwez Rahmani
BOOKS MATCHES FOR "aavaaz-garo.n"
MORE MATCHES FOR "aavaaz-garo.n"
Ghazal
gharo.n me.n sham.a kii suurat vo raushnii kar ke
pighal rahaa hai har ik pal tamaazato.n ke evaz
Sharib Mauranwi
Ghazal
mah-ruKH jo gharo.n se kabhii baahar nikal aa.e
pas-manzar-e-shab se ka.ii manzar nikal aa.e
Abbas Tabish
Nazm
shahr gum-sum
buildinge.n ziishaan uu.nchii
shaah-raaho.n ke kinaaro.n par kha.Dii thii.n
Satyapal Anand
Nazm
sitaron ki aawaz
tang-o-taariik Gaaro.n kaa insaan thaa
phir sitaaro.n ne aavaaz dii
Paigham Aafaqi
Ghazal
ek hii aavaaz par vaapas palaT aa.e.nge log
tujh ko phir apne gharo.n me.n Dhuu.nDne jaa.e.nge log