SEARCH RESULTS
Showing search results for "abr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "abr"
PAGE MATCHES FOR "abr"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "abr"
Ghazal
bataa ai abr musaavaat kyuu.n nahii.n kartaa
hamaare gaa.nv me.n barsaat kyuu.n nahii.n kartaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ab jafaa se bhii hai.n mahruum ham allaah allaah
is qadar dushman-e-arbaab-e-vafaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
abr-e-gurez-paa ko barasne se kyaa Garaz
siipii me.n ban na paa.e guhar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Nazm
tulu-e-islam
jahaan-e-aab-o-gil se aalam-e-jaaved kii KHaatir
nubuvvat saath jis ko le ga.ii vo armuGaa.n tuu hai
Allama Iqbal
Ghazal
taa phir na intizaar me.n nii.nd aa.e 'umr bhar
aane kaa 'ahd kar ga.e aa.e jo KHvaab me.n
Mirza Ghalib
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
ye chaa.nd biite zamaano.n kaa aa.ina hogaa
bhaTakte abr me.n chehra ko.ii banaa hogaa
Bashar Nawaz
Ghazal
paas rah kar bhii na pahchaan sakaa tuu mujh ko
duur se dekh ke ab haath hilaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo sar-goshiy.n me.n ye kahte
hasan kuuza-gar ab kahaa.n hai?














