SEARCH RESULTS
Showing search results for "abr"
Nazm MATCHES FOR "abr"
Nazm
shahar-e-yaran
aasmaa.n kii god me.n dam to.Dtaa hai tifl-e-abr
jam rahaa hai abr ke ho.nTo.n pe KHuu.n-aaluud kaf
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barkha-rut
aasmaa.n par chhaa rahaa hai abr-paaro.n kaa hujuum!
nau-bahaaro.n kaa hujuum
Akhtar Shirani
Nazm
baadal
chhaa.e hu.e hai.n chaar taraf paara-haa-e-abr
aaGosh me.n liye hu.e duniyaa-e-aab-o-ra.ng
Noon Meem Rashid
Nazm
abr
nihaa.n hu.aa jo ruKH-e-mehr zer-e-daaman-e-abr
havaa-e-sard bhii aa.ii savaar tausan-e-abr
Allama Iqbal
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
ye chaa.nd biite zamaano.n kaa aa.ina hogaa
bhaTakte abr me.n chehra ko.ii banaa hogaa
Bashar Nawaz
Nazm
hasan kuza-gar (1)
me.n dekhii hai vo taabnaakii
ki jis se mere jism o jaa.n abr o mahtaab kaa
Noon Meem Rashid
Nazm
pahli barf-bari
niilguu.n abr chhaTaa
surma.ii shaam ke suuraj kii tilaa.ii kirne.n
Zuhoor Nazar
Nazm
husn aur mazduri
chiitha.Do.n me.n diidanii hai ruu-e-Gamgiin-e-shabaab
abr ke aavaara Tuk.Do.n me.n ho jaise maahtaab
Josh Malihabadi
Nazm
self made logon ka alamiya
darguzar ke gulshan me.n abr ban ke rahte hai.n
sabr ke samundar me.n kashtiyaa.n chalaate hai.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
gham na kar, gham na kar
abr khul jaa.egaa, raat Dhal jaa.egii
Gam na kar, Gam na kar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ramayan ka ek scene
dekho ye qudarat-e-chaman-aaraa-e-rozgaar
vo abr-o-baad o barf me.n rahte hai.n barqaraar