SEARCH RESULTS
Showing search results for "adle-kaa-badlaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "adle-kaa-badlaa"
Ghazal
le ke dil ilzaam dete ho Ganiimat hai yahii
maal kaa muul aa gayaa adle kaa badlaa ho gayaa
Safi Aurangabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "adle-kaa-badlaa"
Nazm
man
jo hame.n tiirgii-e-ziist me.n raahe.n dikhlaa.e
jis ke ehsaan kaa badla na chukaayaa jaa.e
Bedil Haidari
Ghazal
Shahryar
Ghazal
mai.n badalte hu.e haalaat pe aksar royaa
dekh kar shahr kaa badlaa hu.aa manzar royaa
Haleem Sabir
Ghazal
Krishna Kumar Naz
Ghazal
ham ne tahziib se maiKHaane kaa badlaa hai nizaam
ham ne mai phe.nkii na maiKHaane me.n saaGar to.Daa
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
har kisii aa.nkh kaa badla hu.aa manzar hogaa
shahr-dar-shahr masiihaa.o.n kaa lashkar hogaa
Sayil Imran
Nazm
zarurat-e-ittihad
ra.ng bilkul hai mulk kaa badlaa
saaraa paanii hai chaah kaa gadlaa
Ahmaq Phaphoondvi
Ghazal
dekhe to ko.ii un ke ik ehsaan kaa badla
ham qarz kii suurat me.n adaa karte rahe hai.n
Qasim Saba
Ghazal
andaaz nafrato.n kaa badlaa nahii.n abhii tak
jange.n bhii ek jaisii lashkar bhii ek jaisaa
Mahmood Shahid
Ghazal
hazaar aa.e zamaane me.n inqalaab magar
mizaaj husn kaa badlaa na 'ishq hii kaa chalan
Darshan Singh
Ghazal
'aalam nizaam-e-ishq kaa badlaa burii tarah
jis samt merii maut kii u.D kar KHabar ga.ii