SEARCH RESULTS
Showing search results for "afraaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "afraaz"
Ghazal
muzhda ai ruuh tujhe ishq saa dam-saaz aayaa
nakbat-e-faqr ga.ii shaah-e-sar-afraaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
mat rakhiyo gard-e-taarik-e-ushshaaq par qadam
paamaal ho na jaa.e sar-afraaz dekhnaa
Momin Khan Momin
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "afraaz"
Ghazal
gale haath de khele naariyaa.n suu.n khel
jisuu.n khele piiv uu sar-afraaz hai
Quli Qutub Shah
Ghazal
hu.e anaa ke dikhaave se log sar afraaz
anaa ne sar ko uThaa kar kiyaa hame.n paamaal
Haneef Kaifi
Ghazal
nashsha-e-dahr-o-qayaamat kaa to kyaa zikr 'umiid'
vo miraa sarv-e-sar-afraaz judaa hai sab se
Ummeed Fazli
Ghazal
tum paa-ba-shikasta bhii afraaz-sarii dekho
dastuur salaamat hai dastaar salaamat hai
Atif tauqeer
Ghazal
shab-e-zulmat na ho Gamgii.n ki jalaa kar KHud ko
nuur se tujh ko sar-afraaz kiye dete hai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
mujh me.n kuchh hogaa to duniyaa KHud jhuk jaa.egii
mai.n neze par sar apnaa afraaz nahii.n kartaa
Alam Khursheed
Ghazal
ek hii sach ne hame.n aisaa kiyaa sar-afraaz
barsar-e-daar hai.n aur is se ziyaada kyaa ho.n
Fartash Syed
Ghazal
vo anjuman-e-naaz-e-butaa.n ho ki sar-e-daar
jis samt se guzre hai.n sar-afraaz hamii.n hai.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
be-zamiirii hai sar-afraaz to Gam kaisaa hai
apnii tazliil ko me.aar banaate jaa.o














