SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahkaam-e-aql"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ahkaam-e-aql"
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Sher
junuu.n hotaa hai chhaa jaatii hai hairat
kamaal-e-aql ik diivaana-pan hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
MORE MATCHES FOR "ahkaam-e-aql"
Ghazal
samajh me.n KHaak aa.e aql kii baat
ga.e hosh-o-KHirad aayaa jahaa.n dil
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jis ne kuchh ehtiyaat javaanii me.n kii nahii.n
aql-e-saliim kahtii hai vo aadmii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
likhaa kare ko.ii ahkaam-e-taala-e-mauluud
kise KHabar hai ki vaa.n jumbish-e-qalam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n us nigah-e-naaz kaa mahkuum huu.n 'saalik'
vaabasta-e-ahkaam-e-qazaa ho nahii.n saktaa
Qurban Ali Salik Beg
Nazm
zohd aur rindi
paabandi-e-ahkaam-e-sharii.at me.n hai kaisaa
go sher me.n hai rashk-e-kaliim-e-hamdaanii
Allama Iqbal
Ghazal
vo kushta-e-nigah-e-qahr thaa ki mahshar me.n
mire jalaane ko ahkaam-e-dil-rubaa na milaa