SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahkaam-e-aql"
Ghazal MATCHES FOR "ahkaam-e-aql"
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
samajh me.n KHaak aa.e aql kii baat
ga.e hosh-o-KHirad aayaa jahaa.n dil
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jis ne kuchh ehtiyaat javaanii me.n kii nahii.n
aql-e-saliim kahtii hai vo aadmii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
likhaa kare ko.ii ahkaam-e-taala-e-mauluud
kise KHabar hai ki vaa.n jumbish-e-qalam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n us nigah-e-naaz kaa mahkuum huu.n 'saalik'
vaabasta-e-ahkaam-e-qazaa ho nahii.n saktaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
vo kushta-e-nigah-e-qahr thaa ki mahshar me.n
mire jalaane ko ahkaam-e-dil-rubaa na milaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
paabandi-e-ahkaam-e-sharii.at hai vahaa.n farz
rindo.n ko ruKH-e-saaqii-o-saaGar hu.e maKHsuus
Sahir Dehlavi
Ghazal
phir shauq kar rahaa hai KHariidaar kii talab
arz-e-mataa-e-aql-o-dil-o-jaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
jab tak hai dil rahiin-e-ma.aal-o-asiir-e-aql
rahnaa hai tujh se aur tirii rahguzar se duur
Altaf Mashhadi
Ghazal
nahii.n ba.iid ye ahkaam-e-taaza jaarii ho.n
ki gumbado.n se parindo.n ko ajnabii kiyaa jaa.e
Hammad Niyazi
Ghazal
mohtasib jurm miraa dekh ke KHaamosh rahaa
KHud KHataa-kaar thaa ahkaam-e-sazaa kyaa kartaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
aa ga.e ahkaam-e-navvaab bolnaa mamnuu.a hai
tum suKHanvar lab-e-gustar kahaa.n le jaa.oge
Iffat abbas
Ghazal
jo qadam uTThegaa ahkaam-e-haqiiqat pe 'taraaz'
us kii manzil pe ye anvaar-e-safar jaa.egaa
Rashid Taraz
Ghazal
saKHt ahkaam-e-mohabbat hai.n ki dauraan-e-visaal
lafz aage na ba.Dhe.n sarhad-e-sargoshii se
Farhat Ehsas
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
muttafiq 'aql se paataa huu.n mai.n ahkaam-e-junuu.n
tuu mirii jaan mirii ruuh miraa sabr-o-sukuu.n
Zaheen Shah Taji
Ghazal
aahuu-e-dil ki vahshi-e-sahraa-e-aql thaa
tujh zulf kaa shikaar hu.aa kyaa bajaa hu.aa