SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahl-e-zauq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ahl-e-zauq"
Sher
Nooh Narvi
Ghazal
'ahqar' ko laayaa bazm me.n israar-e-ahl-e-zauq
thaa shaa'iro.n me.n varna hamaaraa shumaar kyaa
Abdul Qadir Ahqar Azizi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ahl-e-zauq"
Ghazal
charaaG phuul shaguufa dhanak sitaara chaa.nd
ham ahl-e-zauq bhii kyaa kyaa talaash karte hai.n
Zaki Tariq Barabankavi
Ghazal
apnii Gazal sunaa.o 'shamiim' ahl-e-zauq ko
zaa.e.a karo na fikr ke jauhar idhar-udhar
Shamim Fatehpuri
Ghazal
do chaar ahl-e-zauq mujhe mil ga.e vahaa.n
pahu.nchaa jahaa.n adab kaa asaasa liye hu.e
Aftab Khan
Ghazal
shanaasaa chehre yahaa.n ajnabii se lagte hai.n
ho.n ahl-e-zauq to ahl-e-suKHan kii baat kare.n
Jafar Raza
Ghazal
kahtii hai ahl-e-zauq se betaabi-e-KHayaal
jis me.n ye iztiraab kii KHuu ho bashar nahii.n
Bekhud Mohani
Ghazal
kal tak muKHaalifiin ke charche the har taraf
har bazm ahl-e-zauq pe ab chhaa rahaa huu.n mai.n
Majeed Maiman
Ghazal
Mohd Hassan Raza
Ghazal
jab se ahl-e-zauq kii dilchaspiyaa.n kam ho ga.ii.n
ham ne maahaana nashisto.n ko bhii saalaana kiyaa
Rahib Maitreya
Ghazal
ham ahl-e-zauq hai.n ham ko na Tok ai naaseh
ki aur bhaTke.nge ham raasta bataane se