SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahl-e-zauq"
Nazm MATCHES FOR "ahl-e-zauq"
Nazm
KHidmat-e-adab
is ishtihaar me.n vo kashish hai ki ahl-e-zauq
lete hai.n daaKHle kaa ticket dau.D kar ba-shauq
Raza Naqvi Vahi
Nazm
ahl-e-junun
ham vahii ahl-e-junuu.n ahl-e-vafaa saahib-dil
ham ki har daur me.n auraaq-e-zamaana ke amii.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
mushaera
mushaa.ere me.n qadam-ranja aap farmaa.e.n
to ahl-e-zauq nashisto.n me.n aa ke bhar jaa.e.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
dil-ashob
dil haath se is ke vahshii hiran kii misaal gayaa
ham ahl-e-vafaa ranjuur sahii, majbuur nahii.n
Ibn۔e۔Insha
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
funun-e-latifa
ai ahl-e-nazar zauq-e-nazar KHuub hai lekin
jo shai kii haqiiqat ko na dekhe vo nazar kyaa!
Allama Iqbal
Nazm
marsiya-e-dehli 4
'Gaalib'-o-'shaifta'-o-'nayyar'-o-'aaruzda'-o-'zauq'
ab dikhaa.egaa ye shakle.n na zamaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
sarsayyad ahmad KHan
tum ko mere KHvaab kii ta.abiir honaa chaahiye
ahl-e-ilm-o-saahab-e-tadbiir honaa chaahiye
Syeda Farhat
Nazm
alaw
ki ahl-e-zarf-o-Gariibaan-e-shahr-e-ehsaasaat
taras rahe hai.n suKHan-haa-e-guftanii ke liye
Sahar Ansari
Nazm
ai nigar-e-gul
ba-qadr-e-zauq jalaate rahe lahuu ke charaaG
ki tuu jab aa.e to ye ghar nigaar-KHaana lage
Ahmad Faraz
Nazm
eid ka chand dekh kar
bhiik par jiine se behtar hai KHudii par marnaa
ye hisaar-e-ravish-e-ahl-e-inaayat to.Do
Moazzam Ali Khan
Nazm
Thik hai shahr mein
ye nifaaq-e-tarahdaar-e-ahl-e-sitam to rivaayat me.n sadiyo.n se manquul hai
aur ma.amuul hai
Mohammad Ahmad
Nazm
jaliyan-wala bagh
ai ki tuu gahvaara-e-shaan-e-vatan
sajda-gaah-e-ahl-e-iimaan-e-vatan
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
urdu-e-mualla
faarsii hindii kii aamezish se hai is kaa vajuud
yaadgaar-e-ittihaad-e-ahl-e-islaam-o-hanuud