SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahl-e-zauq"
Ghazal MATCHES FOR "ahl-e-zauq"
Ghazal
'ahqar' ko laayaa bazm me.n israar-e-ahl-e-zauq
thaa shaa'iro.n me.n varna hamaaraa shumaar kyaa
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
charaaG phuul shaguufa dhanak sitaara chaa.nd
ham ahl-e-zauq bhii kyaa kyaa talaash karte hai.n
Zaki Tariq Barabankavi
Ghazal
apnii Gazal sunaa.o 'shamiim' ahl-e-zauq ko
zaa.e.a karo na fikr ke jauhar idhar-udhar
Shamim Fatehpuri
Ghazal
do chaar ahl-e-zauq mujhe mil ga.e vahaa.n
pahu.nchaa jahaa.n adab kaa asaasa liye hu.e
Aftab Khan
Ghazal
shanaasaa chehre yahaa.n ajnabii se lagte hai.n
ho.n ahl-e-zauq to ahl-e-suKHan kii baat kare.n
Jafar Raza
Ghazal
kahtii hai ahl-e-zauq se betaabi-e-KHayaal
jis me.n ye iztiraab kii KHuu ho bashar nahii.n
Bekhud Mohani
Ghazal
kal tak muKHaalifiin ke charche the har taraf
har bazm ahl-e-zauq pe ab chhaa rahaa huu.n mai.n
Majeed Maiman
Ghazal
Mohd Hassan Raza
Ghazal
jab se ahl-e-zauq kii dilchaspiyaa.n kam ho ga.ii.n
ham ne maahaana nashisto.n ko bhii saalaana kiyaa
Rahib Maitreya
Ghazal
ham ahl-e-zauq hai.n ham ko na Tok ai naaseh
ki aur bhaTke.nge ham raasta bataane se
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
kahtii hai ahl-e-zauq se betaabi-e-KHayaal
jis me.n ye iztiraab kii KHuu ho bashar nahii.n
Bekhud Mohani
Ghazal
vasf-e-jamaal-e-zauq hai ahl-e-nigaah kaa
hairat kahuu.n ki shor kahuu.n vaah vaah kaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
ai 'zauq' takalluf me.n hai takliif saraasar
aaraam me.n hai vo jo takalluf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kahte sunte nahii.n kuchh ham to shab-e-hijr me.n par
naala-e-dil kaa javaab aah-e-jigar detii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
maraa jaanaa mujhe Gairo.n ne ai 'zauq'
ki phirte hai.n KHush-o-KHurram abhii se