SEARCH RESULTS
Showing search results for "akele"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "akele"
Ghazal
ha.ns na itnaa bhii faqiiro.n ke akele-pan par
jaa KHudaa merii tarah tujh ko bhii tanhaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
ab us kaa fan to kisii aur se hu.aa mansuub
mai.n kis kii nazm akele me.n gungunaa.uu.ngii
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "akele"
Ghazal
dariyaa kii sair karne akele chale ga.e
shaam-e-shafaq kii aap hii tahsiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Nazm
parchhaiyan
na dostii na takalluf na dilbarii na KHuluus
kisii kaa ko.ii nahii.n aaj sab akele hai.n
Sahir Ludhianvi
Sher
shukriya ai qabr tak pahu.nchaane vaalo shukriya
ab akele hii chale jaa.e.nge is manzil se ham
Qamar Jalalvi
Ghazal
tamaam naaKHudaa saahil se duur ho jaa.e.n
samundaro.n se akele me.n baat karnii hai
Tahzeeb Hafi
Marsiya
ghar me.n akele tevarii cha.Dhaa.e chale ga.e
dekhaa na phir ke sar ko jhukaa.e chale ga.e