SEARCH RESULTS
Showing search results for "alag"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "alag"
Ghazal
ek chingaarii nazar aa.ii thii bastii me.n use
vo alag haT gayaa aa.ndhii ko ishaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
hai aashiqii me.n rasm alag sab se baiThnaa
but-KHaana bhii haram bhii kaliisaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Jawad Sheikh
MORE MATCHES FOR "alag"
Ghazal
chaarasaazo.n se alag hai miraa me.aar ki mai.n
zaKHm khaa.uu.ngaa to kuchh aur sa.nvar jaa.uu.ngaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
aa.nkhe.n dikhlaate ho joban to dikhaa.o saahab
vo alag baa.ndh ke rakkhaa hai jo maal achchhaa hai
Ameer Minai
Sher
aa.nkhe.n dikhlaate ho joban to dikhaa.o saahab
vo alag baa.ndh ke rakkhaa hai jo maal achchhaa hai
Ameer Minai
Ghazal
diin se duur, na maz.hab se alag baiThaa huu.n
terii dahliiz pe huu.n, sab se alag baiThaa huu.n
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
KHair auro.n ne bhii chaahaa to hai tujh saa honaa
ye alag baat ki mumkin nahii.n aisaa honaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
aaj bhii hai tirii duurii hii udaasii kaa sabab
ye alag baat ki pahlii sii nahii.n kuchh kam hai