SEARCH RESULTS
Showing search results for "alfaaz-e-be-niyaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "alfaaz-e-be-niyaam"
Ghazal
panaah maa.ngtii hai dhaar teG-e-ma.anii kii
vo kaaT rakhte hai.n alfaaz-e-be-niyaam me.n ham
Farhat Ehsas
Ghazal
kabhii hamaare liye teG-e-be-niyaam karo
jo daastaa.n hai tumhaarii use tamaam karo
Habab Hashmi
Ghazal
kabhii idhar bhii liye teG-e-be-niyaam to aa
tuu dost hai to kisii roz mere kaam to aa
Zeb Ghauri
Ghazal
sitam kii teG pe ye dast-e-be-niyaam rakhaa
gul-e-shikast sar-e-shaaKH-e-intiqaam rakhaa
Afzal Ahmad Syed
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "alfaaz-e-be-niyaam"
Ghazal
chaaro.n taraf chamakne lagii saif-e-be-niyaam
taaraa giraa sahaab kaTaa jaagte raho
Shahzad Ahmad
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
hai tavaaf-o-haj kaa ha.ngaama agar baaqii to kyaa
kund ho kar rah ga.ii momin kii teG-e-be-niyaam
Allama Iqbal
Ghazal
yahii.n se mere aduu kaa KHamiir uTThaa thaa
zamiin dekh ke mai.n teG-e-be-niyaam hu.aa
Ahmad Javaid
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
lagaa.uu.n haath tujhe ye KHayaal-e-KHaam hai kyaa
tiraa badan ko.ii shamshiir-e-be-niyaam hai kyaa
Zeb Ghauri
Ghazal
ye mai.n huu.n mere KHvaab ye shamshiir-e-be-niyaam
ab teraa iKHtiyaar hai jo tere jii me.n aa.e
Tauqeer Taqi
Ghazal
daruun-e-zaat ko.ii Gair aa nahii.n saktaa
kha.Dii hai dar pe anaa teG-e-be-niyaam liye
Noor Mohammad Yaas
Ghazal
us kaa husn-e-be-amaa.n aur miraa huzuur
ek teG-e-be-niyaam aur miraa vajuud
Zulfeqar Ahmad Tabish
Ghazal
vaise 'nusrat' paa.ii thii virse me.n teG-e-be-niyaam
KHauf aisii qaum kaa unvaan kaise ho gayaa