SEARCH RESULTS
Showing search results for "alfaaz-e-be-niyaam"
Nazm MATCHES FOR "alfaaz-e-be-niyaam"
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
hai tavaaf-o-haj kaa ha.ngaama agar baaqii to kyaa
kund ho kar rah ga.ii momin kii teG-e-be-niyaam
Allama Iqbal
Nazm
nazr-e-Khaalida
rah chukii hai haath me.n tere vo teG-e-be-niyaam
jis kii jumbish ne badal Daalaa hukuumat kaa nizaam
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ram
vo paikar-e-vafaa ye riyaa-kaar-o-bad-kalaam
vo amn ke naqiib ye shamshiir-e-be-niyaam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
payam-e-azadi
uTh aur haath me.n le teG-e-be-niyaam-e-amal
ki hai vasiila-e-fauz-o-maraam-e-aazaadii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
tere baad
jo tere dast-e-havaadis shikan me.n dekhii thii
vo teG phir na hu.ii be-niyaam tere ba.ad
Saifuddin Saif
Nazm
do mashware
sabaq milaa hai ye taariiKH ke navishto.n se
ki teG-e-haidar-e-karraar be-niyaam karo
Shorish kashmiri
Nazm
majaz ki maut par
ai be-niyaaz-e-shuq-e-faraavaa.n kahaa.n hai tuu
ai nig.hat-e-shamiim-e-bahaaraa.n kahaa.n hai tuu
Davarka Das Shola
Nazm
zaifa
baam-o-dar par maut kaa parcham hai lahraayaa hu.aa
aa rahii hai har qadam par buu-e-anfaas-e-vabaa
Josh Malihabadi
Nazm
shikwa
muztarib-e-baaG ke har Gunche me.n hai buu-e-niyaaz
tuu zaraa chhe.D to de tishna-e-mizraab hai saaz
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
KHaakii o nuurii-nihaad banda-e-maulaa-sifaat
har do-jahaa.n se Ganii us kaa dil-e-be-niyaaz
Allama Iqbal
Nazm
gulzar-e-watan
ek ek lafz me.n ho taasiir-e-buu-e-ulfat
andaaz dil-nashii.n ho ek ek daastaa.n kaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
aaram hai hamara
na rakh niyaam me.n rahne de be-niyaam abhii
tuu is ko haath me.n kuchh der aur thaam abhii