SEARCH RESULTS
Showing search results for "anjuman-aaraa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "anjuman-aaraa"
Ghazal
shauq-e-butaan-e-anjuman-aaraa liye hu.e
phirtaa huu.n hashr me.n vahii duniyaa liye hu.e
Suha Mujaddadi
Ghazal
dushvaar hai is anjuman-aaraa ko samajhnaa
tanhaa na kabhii tum dil-e-tanhaa ko samajhnaa
Ajmal Siraj
Ghazal
KHalvat hu.ii hai anjuman-aaraa kabhii kabhii
KHaamoshiyo.n ne ham ko pukaaraa kabhii kabhii
Aziz Tamannai
Ghazal
Tariq Matin
Ghazal
ai sanam der na kar anjuman-aaraa ho jaa
merii dam to.Dtii nazro.n kaa sahaaraa ho jaa
Fana bulandshahri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "anjuman-aaraa"
Ghazal
tirii zabaa.n pe vahii harf-e-anjuman-aaraa
mirii zabaa.n pe vahii harf-e-raa.egaa.n phir se
Ata ul Haq Qasmi
Ghazal
ham dil ko in alfaaz se karte hai.n muKHaatab
ai jalva-gah-e-anjuman-aaraa-e-qayaamat
Fani Badayuni
Ghazal
har bazm me.n ham ne use afsurda hii dekhaa
kahte hai.n 'faraaz' anjuman-aaraa bhii kabhii thaa
Ahmad Faraz
Nazm
KHush-amdid
phir yahaa.n shiisha-o-saaGar se charaaGaa.n hogaa
phir ko.ii anjuman-aaraa hai tumhaarii KHaatir
Anjum Azmi
Nazm
KHush-amdid
phir yahaa.n shiisha-o-saaGar se charaaGaa.n hogaa
phir ko.ii anjuman-aaraa hai tumhaarii KHaatir
Anjum Azmi
Ghazal
har jalve ko dekhaa tire jalvo.n se munavvar
har bazm me.n tuu anjuman-aaraa nazar aayaa