SEARCH RESULTS
Showing search results for "apaahij"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "apaahij"
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
kuchh aaise hai.n jo zindagii ko mah-o-saal se naapte hai.n
gosht se saag se daal se naapte hai.n
Akhtarul Iman
Ghazal
kisii Gariib apaahij faqiir kii 'mohsin'
kisii amiir ne baisaakhiyaa.n churaa lii hai.n
Mohsin Ehsan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "apaahij"
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
apaahij baap ko beTaa akelaa chho.D jaataa hai
musiibat me.n to aksar saath saaya chho.D jaataa hai
Laxman Sharma Vahid
Nazm
hiroshima ki piDa
do laakh se adhik logo.n kii balii le lii
hazaaro.n ko jiivan-bhar ke liye apaahij kar diyaa
Atal Bihari Vajpayee
Nazm
faisla
aaj sochaa hai ki ehsaas ko zaa.il kar duu.n
apne shoriida iraade ko apaahij kar luu.n
Akhtarul Iman
Ghazal
aaj-kal aa.nkh kaa dekhaa bhii Galat hotaa hai
jis ko samjhe the apaahij vo tavangar niklaa
Muztar Azmi
Ghazal
apaahij bachche paidaa ho rahe hai.n
miyaa.n KHush hai.n ki ummat ba.Dh rahii hai
Fahmi Badayuni
Ghazal
ka.ii nasle.n apaahij kar gayaa hai
ye jhag.Daa thaa ko.ii ghar ke ba.Do.n kaa








