SEARCH RESULTS
Showing search results for "apang"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "apang"
Ghazal
anaa pasand thaa baisaakhiyo.n ko chhuutaa kyuu.n
rahaa vo sarkash-o-baaGii magar apang rahaa
Saleem Shahzad
Ghazal
tere pahluu se jo uTThuu.ngaa to mushkil ye hai
sirf ik shaKHs ko paa.uu.ngaa jidhar jaa.uu.ngaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
mai.n us kii aa.nkh me.n aa.nsuu na dekh paa.uu.ngaa
vo ek buu.nd bhii royaa to Duub jaa.uu.ngaa
Irfan Jafari
PAGE MATCHES FOR "apang"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "apang"
Nazm
hinDola
isii fazaa me.n ba.Dhaa.ii thii pe.ng bachpan kii
inhii nazaaro.n me.n saavan ke giit gaa.e the
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aa.nkh se duur na ho dil se utar jaa.egaa
vaqt kaa kyaa hai guzartaa hai guzar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Sher
hayaa nahii.n hai zamaane kii aa.nkh me.n baaqii
KHudaa kare ki javaanii tirii rahe be-daaG
Allama Iqbal
Ghazal
Rahat Indori
Sher
aa.nkh se duur sahii dil se kahaa.n jaa.egaa
jaane vaale tuu hame.n yaad bahut aa.egaa



