SEARCH RESULTS
Showing search results for "aql"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aql"
PAGE MATCHES FOR "aql"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aql"
Sher
achchhaa hai dil ke saath rahe paasbaan-e-aql
lekin kabhii kabhii ise tanhaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ye aql o dil hai.n sharar shola-e-mohabbat ke
vo KHaar-o-KHas ke liye hai ye niistaa.n ke liye
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
ki huur-o-malaa.ik vo jinnaat me.n
kiyaa hai tujhe ashraf-ul-maKHluqaat
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
jibrail-o-iblis
hai mirii jur.at se musht-e-KHaak me.n zauq-e-numuu
mere fitne jaama-e-aql-o-KHirad kaa taar-o-puu
Allama Iqbal
Ghazal
aql o dil apnii apnii kahe.n jab 'KHumaar'
aql kii suniye dil kaa kahaa kiijiye
Khumar Barabankavi
Sher
aql kahtii hai dobaara aazmaanaa jahl hai
dil ye kahtaa hai fareb-e-dost khaate jaa.iye
Mahirul Qadri
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab naqsh-gar-e-haadsaat
silsila-e-roz-o-shab asl-e-hayaat-o-mamaat
Allama Iqbal
Sher
tho.Dii sii aql laa.e the ham bhii magar 'adam'
duniyaa ke haadsaat ne diivaana kar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
maz.habii bahas mai.n ne kii hii nahii.n
faaltuu aql mujh me.n thii hii nahii.n













