SEARCH RESULTS
Showing search results for "aql"
Ghazal MATCHES FOR "aql"
Ghazal
paikar-e-aql tire hosh Thikaane lag jaa.e.n
tere piichhe bhii jo ham jaise divaane lag jaa.e.n
Farhat Ehsas
Ghazal
vo sanam jab suu.n basaa diida-e-hairaan me.n aa
aatish-e-ishq pa.Dii aql ke saamaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
Wahshat Kalkattavi
Ghazal
rashk kahtaa hai ki us kaa Gair se iKHlaas haif
aql kahtii hai ki vo be-mehr kis kaa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq ne aql ko diivaana banaa rakkhaa hai
zulf-e-anjaam kii uljhan me.n pha.nsaa rakkhaa hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
'aql kii sat.h se kuchh aur ubhar jaanaa thaa
'ishq ko manzil-e-pastii se guzar jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
aql se haasil hu.ii kyaa kyaa pashiimaanii mujhe
ishq jab dene lagaa taaliim-e-naadaanii mujhe
Hasrat Mohani
Ghazal
KHatm chhuTTii madrase kaa dar khulaa
aql-o-daanish ilm-o-fan kaa ghar khulaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
phir shauq kar rahaa hai KHariidaar kii talab
arz-e-mataa-e-aql-o-dil-o-jaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
aql-o-daanish ko zamaane se chhupaa rakkhaa hai
KHud ko daanista hii diivaana banaa rakhaa hai
Abbas Dana
Ghazal
ye ishq ne dekhaa hai ye aql se pinhaa.n hai
qatre me.n samundar hai zarre me.n bayaabaa.n hai
Asghar Gondvi
Ghazal
ham aagahii-e-ishq kaa afsaana kahe.nge
kuchh aql ke maare hame.n diivaana kahe.nge