SEARCH RESULTS
Showing search results for "aql"
Nazm MATCHES FOR "aql"
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
ai aligarh ai javaa.n-qismat dabistaan-e-kuhan
aql ke faanuus se raushan hai terii anjuman
Josh Malihabadi
Nazm
jawab-e-shikwa
aql hai terii sipar ishq hai shamshiir tirii
mire darvesh KHilaafat hai jahaa.ngiir tirii
Allama Iqbal
Nazm
aksar main sochta hun
kaise banaa.ii tuu ne ye kaa.enaat pyaarii
hairaan ho rahii hai aql-o-KHirad hamaarii
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
KHuda ka sawal
ye aql-o-zahaanat shu.uur-o-nazar
ye bastii ye sahraa ye KHushkii ye tar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
machhliyon ke master ji
nannhii ho tum bachchii ho tum
sab aql kii kachchii ho tum
Hafeez Jalandhari
Nazm
jibrail-o-iblis
hai mirii jur.at se musht-e-KHaak me.n zauq-e-numuu
mere fitne jaama-e-aql-o-KHirad kaa taar-o-puu
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
aql kii manzil hai vo ishq kaa haasil hai vo
halqa-e-aafaaq me.n garmi-e-mahfil hai vo
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
aql o dil o nigaah kaa murshid-e-avvalii.n hai ishq
ishq na ho to shar-o-dii.n butkada-e-tasavvuraat!
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aql jis se sar-ba-zaanuu hai vo muddat in kii hai
sarguzisht-e-nau-e-insaa.n ek saa.at un kii hai
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
zaraa sii chiiz hai is par Guruur! kyaa kahnaa!
ye aql aur ye samajh ye shu.uur! kyaa kahnaa!
Allama Iqbal
Nazm
aawara sajde
ek ke baa'd KHudaa ek chalaa aataa thaa
kah diyaa aql ne ta.ng aa ke KHudaa ko.ii nahii.n