SEARCH RESULTS
Showing search results for "azaab-e-naar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "azaab-e-naar"
Nazm
nida-e-taKHliq
azaab-e-naar se guzro ki tauf-e-nuur karo
jigar ke daaG se rakkho hariim-e-jaa.n raushan
Hasan Naim
Ghazal
Raghib Muradabadi
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ik imtihaan-e-vafaa hai ye umr bhar kaa azaab
kha.Daa na rahtaa agar zalzalo.n me.n kyaa kartaa
Faza Ibn e Faizi
MORE MATCHES FOR "azaab-e-naar"
Ghazal
tumhaare zulm-o-sitam kii sazaa milegii tumhe.n
azaab aa.egaa aur be-hisaab aa.egaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Sher
kuchh to kamii ho roz-e-jazaa ke azaab me.n
ab se piyaa kare.nge milaa kar gulaab me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jo haq aziiz-o-aqaarib kaa daab rakhte hai.n
vahii zamii.n pe binaa-e-azaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
tiraa mazaaq-e-mohabbat hai kufr-o-dii.n se buland
magar vo maaya-e-nuur-o-mataa'-e-naar bhii hai
Zaheen Shah Taji
Ghazal
mire kaam-o-dahan kii aazmaa.ish ke liye shaayad
mai-e-do-aatisha paiham ba-ra.ng-e-nuur-o-naar aa.ii
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
azaab-e-sohbat-e-naa-jins ke shikaar hai.n ham
KHudaa zamii.n pe hame.n de hamaaraa saanii bhii
Asad Badayuni
Ghazal
azaab-e-be-dili-e-jaan-e-mubtalaa na gayaa
jo sar pe baar thaa andesha-e-sazaa na gayaa