SEARCH RESULTS
Showing search results for "baa.is-e-barkat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baa.is-e-barkat"
Ghazal
terii mahfil ke liye baa.is-e-barkat hogaa
naa-muraadaan-e-mohabbat ko bulaanaa mire dost
Taimur Hasan
Ghazal
Talha Rizvi Barq
Ghazal
kuchh aisii baat ho jo muujib-e-taskiin-e-KHaatir ho
vo kyaa iqraar hai jo baa.is-e-aazaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
rauza-e-aqdas pe aakar kyo.n na Thahre.n qaafile
baa.is-e-taskiin-e-dil hai aastaana aap kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
MORE MATCHES FOR "baa.is-e-barkat"
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye baa.is-e-naumiidi-e-arbaab-e-havas hai
'Gaalib' ko buraa kahte hai.n achchhaa nahii.n karte
Mirza Ghalib
Ghazal
raat biitii to gine aable aur phir sochaa
kaun thaa baa.is-e-aaGaaz-e-safar shaam ke ba.ad
Farhat Abbas Shah
Ghazal
dekhaa hai mujhe jin ne so diivaana hai meraa
mai.n baa.is-e-aashuftagii-e-tab-e-jahaa.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
lillaahil-hamd ki muddat me.n tum ai nuur-e-nigaah
baa.is-e-raushnii-e-diida-e-KHuu.n-baar hu.e
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
us kii KHushii thii baa.is-e-fat.h-e-hayaat-e-nau
jab vo hu.aa maluul mujhe haarnaa pa.Daa