SEARCH RESULTS
Showing search results for "baab-e-haram"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baab-e-haram"
Ghazal
'nasiim' ab ek hii merii KHushii hai
tamannaa-e-dilii baab-e-haram kii
Surayya Sultana Naseem Niyazi
Nazm
diwar-e-kaba 19 nowember 1989
tere mushfiq do lab goyaa baab-e-haram the
vo bosa nahii.n thaa halaavat kaa dar ik khulaa thaa
Bilal Ahmad
Ghazal
sajda paaband-e-ta.ayyun to nahii.n diivaane
hai agar baab-e-haram band to but-KHaana sahii
Mukhtar Hashmi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
aab-o-daana haraam hai
आब-ओ-दाना हराम हैآب و دانَہ حَرام ہے
(voc.) if I don't get this right, then it's shame on me
aab-o-daana haraam karnaa
आब-ओ-दाना हराम करनाآب و دانہ حرام کرنا
کھانا پانی ناگوار ہونا یا چھوٹ جانا
BOOKS MATCHES FOR "baab-e-haram"
MORE MATCHES FOR "baab-e-haram"
Ghazal
baab-e-haram hai vaa na kaliisaa ke dar hai.n vaa
yaaro chalo ki vaa dar-e-piir-e-muGaa.n hai aaj
Rifat Al-Husaini
Ghazal
der tak baab-e-haram par ruk ke ik majbuur-e-ishq
suu-e-but-KHaana KHudaa kaa le ke naam aa hii gayaa
Qamar Jalalvi
Ghazal
bujh ga.ii sham-e-haram baab-e-kaliisaa na khulaa
khul ga.e zaKHm ke lab teraa dariicha na khulaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
ye aur baat ki anjaane laGzishe.n ho jaa.e.n
magar shu.uur-e-haraam-o-halaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
jahaa.n nigaah se insaa.n banaa.e jaate hai.n
vo baab-e-mai-kada mere liye khulaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
sab apne aap ko afzal bataa rahe the 'shakiil'
'ajiib haal me.n ahl-e-haram dikhaa.ii diye
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
na jaane kyo.n vahii aulaad se pareshaa.n hai.n
gharo.n me.n jin ke haraam-o-halaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
na jaane kyo.n vahii aulaad se pareshaa.n hai.n
gharo.n me.n jin ke haraam-o-halaal aataa hai