SEARCH RESULTS
Showing search results for "baab-e-haram"
Ghazal MATCHES FOR "baab-e-haram"
Ghazal
'nasiim' ab ek hii merii KHushii hai
tamannaa-e-dilii baab-e-haram kii
Surayya Sultana Naseem Niyazi
Ghazal
sajda paaband-e-ta.ayyun to nahii.n diivaane
hai agar baab-e-haram band to but-KHaana sahii
Mukhtar Hashmi
Ghazal
faqiih-e-shahr kaa mansab unhii ko miltaa hai
jo qasr-e-shaah ko baab-e-haram samajhte hai.n
Bashir Farooqi
Ghazal
yaad-e-KHudaa se baab-e-haram tak khulaa nahii.n
yaad-e-butaa.n se dil pe qayaamat guzar ga.ii
Hasan Naim
Ghazal
baab-e-haram hai vaa na kaliisaa ke dar hai.n vaa
yaaro chalo ki vaa dar-e-piir-e-muGaa.n hai aaj
Rifat Al-Husaini
Ghazal
der tak baab-e-haram par ruk ke ik majbuur-e-ishq
suu-e-but-KHaana KHudaa kaa le ke naam aa hii gayaa
Qamar Jalalvi
Ghazal
bujh ga.ii sham-e-haram baab-e-kaliisaa na khulaa
khul ga.e zaKHm ke lab teraa dariicha na khulaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
ye aur baat ki anjaane laGzishe.n ho jaa.e.n
magar shu.uur-e-haraam-o-halaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
jahaa.n nigaah se insaa.n banaa.e jaate hai.n
vo baab-e-mai-kada mere liye khulaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
sab apne aap ko afzal bataa rahe the 'shakiil'
'ajiib haal me.n ahl-e-haram dikhaa.ii diye
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
na jaane kyo.n vahii aulaad se pareshaa.n hai.n
gharo.n me.n jin ke haraam-o-halaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
na jaane kyo.n vahii aulaad se pareshaa.n hai.n
gharo.n me.n jin ke haraam-o-halaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
poshiida lafz lafz me.n hai daastaan-e-karb
'qudsii' kitaab-e-ziist kaa har baab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
husn ke baab me.n 'akbar' kii sanad kaafii hai
ham bhii har ik but-e-kamsin ko parii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ek sannaaTaa saa aalam me.n thaa lekin mai.n ne
fat.h baab-e-asar-e-naala-o-faryaad kiyaa