SEARCH RESULTS
Showing search results for "baad-e-muKHaalif"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baad-e-muKHaalif"
Ghazal
jo havaa hai suurat-e-baad-e-muKHaalif tez hai
dil kaa maidaa.n hai ki ik sahraa-e-aafat-KHez hai
Rasheed Lakhnavi
Sher
tundii-e-baad-e-muKHaalif se na ghabraa ai uqaab
ye to chaltii hai tujhe uu.nchaa u.Daane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
Mujeeb Shehzar
Ghazal
kyo.n baad-e-muKHaalif se larzaa.n-o-pareshaa.n ho
jo saahib-e-quraa.n ho phir kyo.n vo hiraasaa.n ho
Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
baad-e-muKHaalif
बाद-ए-मुख़ालिफ़بادِ مُخالِف
Arabic, Persian
contrary wind, foul wind, wind blowing in the opposite direction
muKHtalif-ul-ab'aad
मुख़्तलिफ़-उल-अब'आदمُخْتَلِفُ الْاَبْعاد
الگ الگ ابعاد یعنی طول ، عرض اور عمق رکھنے والے
tundii-e-baad-e-muKHaalif
तुंदी-ए-बाद-ए-मुख़ालिफ़تُنْدِیٔ بادِ مُخالِف
Persian
briskness, fierceness of opposite wind
BOOKS MATCHES FOR "baad-e-muKHaalif"
MORE MATCHES FOR "baad-e-muKHaalif"
Ghazal
vafuur-e-baad-e-muKHaalif se kaa.npte hai.n shajar
lachaktii shaaKH se pattaa ko.ii giraa hogaa
Zahida Zaidi
Ghazal
tundii-e-baad-e-muKHaalif se na ghabraa ai uqaab
ye to chaltii hai tujhe uu.nchaa u.Daane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
vo tuufaan baad-e-muKHaalif kahaa.n hai
jo uTThaa thaa ai 'naqsh' mujh ko miTaane
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
baad-e-muKHaalif puure zor se bahtii jaa.e
us jaanib se bhii puurii tayyaarii hai
Pritpal Singh Betab
Ghazal
chalaa huu.n baad-e-muKHaalif mai.n ek muddat se
na chhe.Do mujh ko vagarna tumhe.n rulaa.u.ngaa
Naseem Shaikh
Ghazal
nahii.n hai baad-e-muKHaalif kaa KHauf ai manzar
charaaG tund havaa.o.n me.n bhii jalaanaa hai
Manzar Rivandhavi
Ghazal
kyaa hausla to.Degii miraa baad-e-muKHaalif
bujhtaa hai diyaa ek to jaltaa hai diyaa aur