SEARCH RESULTS
Showing search results for "baad-e-muKHaalif"
Ghazal MATCHES FOR "baad-e-muKHaalif"
Ghazal
jo havaa hai suurat-e-baad-e-muKHaalif tez hai
dil kaa maidaa.n hai ki ik sahraa-e-aafat-KHez hai
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
Mujeeb Shehzar
Ghazal
kyo.n baad-e-muKHaalif se larzaa.n-o-pareshaa.n ho
jo saahib-e-quraa.n ho phir kyo.n vo hiraasaa.n ho
Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi
Ghazal
vafuur-e-baad-e-muKHaalif se kaa.npte hai.n shajar
lachaktii shaaKH se pattaa ko.ii giraa hogaa
Zahida Zaidi
Ghazal
tundii-e-baad-e-muKHaalif se na ghabraa ai uqaab
ye to chaltii hai tujhe uu.nchaa u.Daane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
vo tuufaan baad-e-muKHaalif kahaa.n hai
jo uTThaa thaa ai 'naqsh' mujh ko miTaane
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
baad-e-muKHaalif puure zor se bahtii jaa.e
us jaanib se bhii puurii tayyaarii hai
Pritpal Singh Betab
Ghazal
chalaa huu.n baad-e-muKHaalif mai.n ek muddat se
na chhe.Do mujh ko vagarna tumhe.n rulaa.u.ngaa
Naseem Shaikh
Ghazal
nahii.n hai baad-e-muKHaalif kaa KHauf ai manzar
charaaG tund havaa.o.n me.n bhii jalaanaa hai
Manzar Rivandhavi
Ghazal
kyaa hausla to.Degii miraa baad-e-muKHaalif
bujhtaa hai diyaa ek to jaltaa hai diyaa aur
Jameel Arshad Khan Arshad
Ghazal
ye raaz kaash baad-e-muKHaalif tuu jaan le
kyuu.n jal rahe hai.n tere bujhaane ke baavajuud
Nawaz Deobandi
Ghazal
hai naav maujo.n kii zad me.n magar hame.n 'aabid'
na aaya baad-e-muKHaalif pe baadbaa.n rakhnaa
Aabid Jafri
Ghazal
gar laa sakaa na baad-e-muKHaalif kii taab tuu
ummiid kaa charaaG jalaayaa to kyaa kiyaa
Mohini
Ghazal
judaa shajar se kisii barg ko havaa na kare
chaman me.n baad-e-muKHaalif chale KHudaa na kare
M. Nasrullah Nasr
Ghazal
kar rahaa hai naaKHudaa baad-e-muKHaalif kaa gila
merii qismat ne safiina Garq-e-dariyaa kar diyaa
Fazil Kashmiri
Ghazal
baadbaa.n chaak hai aur baad-e-muKHaalif mu.nh-zor
hausla ye hai ki kashtii ko ravaa.n rakhte hai.n
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
aisii chalii hai baad-e-muKHaalif ki duur tak
naqsh-e-qadam bhii KHaak-nashii.n ke nahii.n rahe