SEARCH RESULTS
Showing search results for "baaruud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baaruud"
Nazm
muhasara
bichhaa diyaa gayaa baaruud us ke paanii me.n
vo juu-e-aab jo merii galii ko aatii thii
Ahmad Faraz
Ghazal
is ta'alluq se nikalne kaa ko.ii raasta de
is pahaa.Dii pe bhii baaruud lagaanaa na pa.De
Umair Najmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baaruud"
Ghazal
baaruud kaa nahii.n miraa maslak daruud hai
mai.n KHair maa.ngtaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
surKHiyaa.n amn kii talqiin me.n masruuf rahii.n
harf baaruud ugalte rahe aKHbaar ke biich
Mohsin Naqvi
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
lailaa-e-vatan ke pairahan me.n
baaruud kii buu nahii.n rahegii
Ahmad Faraz
Ghazal
tum is raste me.n kyuu.n baaruud bo.e jaa rahe ho
kisii din is taraf se KHud guzarnaa pa.D gayaa to

