SEARCH RESULTS
Showing search results for "baatin"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baatin"
Nazm
masjid-e-qurtuba
avval o aaKHir fanaa baatin o zaahir fanaa
naqsh-e-kuhan ho ki nau manzil-e-aaKHir fanaa
Allama Iqbal
Ghazal
sirf zaahir ho gayaa sarmaaya-e-zeb-o-safaa
kyaa ta.ajjub hai jo baatin baa-safaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Adeem Hashmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baatin"
Sher
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ra.ng chehre kaa to collage ne bhii rakkhaa qaa.im
ra.ng-e-baatin me.n magar baap se beTaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
tum apne shikve kii baate.n na khod khod ke puuchho
hazar karo mire dil se ki is me.n aag dabii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-kushaa baada-e-saafii kaa kise zauq nahii.n
baatin-afroz ko.ii piir-e-KHaraabaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
ahl-e-haq raushan-nazar hai.n ahl-e-baatin kor hai.n
ye to hai.n aqvaal un qaumo.n ke jo kamzor hai.n
Josh Malihabadi
Ghazal
zaahir me.n ko.ii ka.aba ko.ii dair-o-kaliisaa
baatin me.n har ik chiiz tiraa naqsh-e-qadam hai
Fana bulandshahri
Ghazal
ik kiran tak bhii na pahu.nchii mire baatin me.n 'nadiim'
sar-e-aflaak damakte rahe taare kyaa kyaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
sahar ko siina-e-aalam me.n partav Daalne vaale
tasadduq apne jalve kaa miraa baatin sa.nvar jaa.e

