SEARCH RESULTS
Showing search results for "baatin"
Nazm MATCHES FOR "baatin"
Nazm
masjid-e-qurtuba
avval o aaKHir fanaa baatin o zaahir fanaa
naqsh-e-kuhan ho ki nau manzil-e-aaKHir fanaa
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (2)
us kaa nahii.n ko.ii javaab
yahii kaafii hai ki baatin kii sadaa guu.nj uThe!
Noon Meem Rashid
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
ahl-e-haq raushan-nazar hai.n ahl-e-baatin kor hai.n
ye to hai.n aqvaal un qaumo.n ke jo kamzor hai.n
Josh Malihabadi
Nazm
mohabbat
mai.n sochtaa huu.n vo sochtaa hai
kabhii mile ham to aa.iino.n ke tamaam baatin ayaa.n kare.nge
Obaidullah Aleem
Nazm
goristan-e-shahi
baatin-e-har-zarra-e-aalim saraapaa dard hai
aur KHaamoshii lab-e-hastii pe aah-e-sard hai
Allama Iqbal
Nazm
KHwab-e-sahar
ahl-e-baatin ilm se siino.n ko garmaate rahe
jahl ke taariik saa.e haath phailaate rahe
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bhaarat ke musalman
tuufaan me.n tuu Dhuu.nDh rahaa hai jo kinaaraa
amvaaj kaa kar diida-e-baatin se nazaaraa
Jagan Nath Azad
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
sa.ng-e-turbat hai miraa girviida-e-taqriir dekh
chashm-e-baatin se zaraa is lauh kii tahriir dekh
Allama Iqbal
Nazm
teri yaad
aur mai.n aql kii baato.n me.n kuchh aisaa aayaa
mai.n ye samjhaa ki tujhe bhuul chukaa huu.n shaayad
Jagan Nath Azad
Nazm
nafi sare hisabon ki
mere baatin me.n musalsal tairtii hai uu.nghtii duniyaa saraabo.n kii
nafii saare hisaabo.n kii
Rajinder Manchanda Bani
Nazm
tawaif
teraa zaahir KHushnumaa hai teraa baatin hai siyaah
har adaa terii mukammal daavat-e-jurm-o-gunaah
Mahirul Qadri
Nazm
KHushk-sali
ai dil-e-afsurda vo asraar-e-baatin kyaa hu.e
soz kii raate.n kahaa.n hai.n saaz ke din kyaa hu.e
Josh Malihabadi
Nazm
talab ke tale
kisii fard ke KHauf se ba.Dh rahe hai.n
jo baatin ke TuuTe dariicho.n ke piichhe
Noon Meem Rashid
Nazm
ziyarat
rahe biimaar muddat tak mire baatin ke bistar par
bil-aaKHir faut ho baiThe
Abdul Ahad Saaz
Nazm
wo ishq jo hum ko lahiq tha
nauha dard-e-dil baatin kii fazaa
taKHliiq jahaa.n ke sar nihaa.n
Sajida Zaidi
Nazm
aaina dekhna
dekhne vaalaa us ko kahte hai.n
jis ne baatin bhii barmalaa dekhaa