SEARCH RESULTS
Showing search results for "baazaar-e-jaa.n-sipaarii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baazaar-e-jaa.n-sipaarii"
Ghazal
Khalid Iqbal Yasir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baazaar-e-jaa.n-sipaarii"
Ghazal
bahut hii sastii hai baazaar-e-jaa.n me.n jins-e-vafaa
are ye qaht-talab dil kaa kaarKHaana gayaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
baazaar-e-jaa.n me.n shaukat-e-shaahaa.n kaa zikr kyaa
darbaar me.n to shart hai iz.haar-e-chaakarii
Jagan Nath Azad
Ghazal
baazaar-e-jaa.n-farosh me.n saudaa na ho ye kyaa
gaahak mile to jins to ye bhii garaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
vo naqd-e-jaan aur vo baazaar kyaa hu.e
ai shahr-e-miir tere KHariidaar kyaa hu.e
Niyaz Sultanpuri
Sher
de mujh ko bhii is daur me.n saaqii sipar-e-jaam
har mauj-e-havaa khii.nche hai shamshiir havaa par
Shah Naseer
Sher
jaan-e-jaa.n maayuus mat ho haalat-e-baazaar se
shaayad agle saal tak diivaana-pan milne lage
Nomaan Shauque
Ghazal
laa.e to naqd-e-jaa.n sar-e-baazaar kyaa kahe.n
har shaKHs hai usii kaa KHariidaar kyaa kahe.n
Shahid Ishqi
Ghazal
is chaman me.n kabhii aise bhii bahaar aa jaa.e
be-qaraarii ke muqaddar me.n qaraar aa jaa.e
Faiyaz Gwaliari
Ghazal
adaa-e-husn to taalib hai jaa.n-sipaarii kii
kaliim kaise tajallii kaa saamnaa karte
Habeeb Jaunpuri
Rekhti
bahaar-e-jaa.n-fazaa hai yaar kaa KHat
banaa taar-e-nazar ruKHsaar kaa KHat