SEARCH RESULTS
Showing search results for "baazaar-e-jaa.n-sipaarii"
Ghazal MATCHES FOR "baazaar-e-jaa.n-sipaarii"
Ghazal
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
bataa.o u.Dtii hai baazaar-e-jaa.n me.n KHaak bahut
bataa.o kyaa hame.n apnaa Gulaam kar liyaa hai
Amir Hamza Saqib
Ghazal
bataa.o u.Dtii hai baazaar-e-jaa.n me.n KHaak bahut
bataa.o kyaa hame.n apnaa Gulaam kar liyaa hai
Amir Hamza Saqib
Ghazal
bahut hii sastii hai baazaar-e-jaa.n me.n jins-e-vafaa
are ye qaht-talab dil kaa kaarKHaana gayaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
baazaar-e-jaa.n me.n shaukat-e-shaahaa.n kaa zikr kyaa
darbaar me.n to shart hai iz.haar-e-chaakarii
Jagan Nath Azad
Ghazal
baazaar-e-jaa.n-farosh me.n saudaa na ho ye kyaa
gaahak mile to jins to ye bhii garaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
vo naqd-e-jaan aur vo baazaar kyaa hu.e
ai shahr-e-miir tere KHariidaar kyaa hu.e
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
laa.e to naqd-e-jaa.n sar-e-baazaar kyaa kahe.n
har shaKHs hai usii kaa KHariidaar kyaa kahe.n
Shahid Ishqi
Ghazal
is chaman me.n kabhii aise bhii bahaar aa jaa.e
be-qaraarii ke muqaddar me.n qaraar aa jaa.e
Faiyaz Gwaliari
Ghazal
adaa-e-husn to taalib hai jaa.n-sipaarii kii
kaliim kaise tajallii kaa saamnaa karte
Habeeb Jaunpuri
Ghazal
bhulaa rahaa huu.n mai.n gulshan kii nuz.hat-e-maazii
kahii.n qafas me.n na phir se bahaar aa jaa.e
Saqib Kanpuri
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
qiimat me.n diid-e-ruKH kii ham naqd-e-jaa.n lagaate
baazaar-e-naaz lagtaa dil kii KHariid hotii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
baazaar-e-'ishq sard pa.Daa nazr-e-jaa.n ke baa'd
ab ko.ii naqd-e-naam yaa naqd-e-nasab lagaa.e
Sarmad Sahbai
Ghazal
jaan-e-bahaar-e-zindagii aa.nkhe.n zaraa milaa.e jaa
gulshan-e-qalb par mire barq-e-nazar giraa.e jaa
Nazish Sikandarpuri
Ghazal
KHushii arzaa.n hai baazaar-e-jahaa.n me.n
bahaa-e-Gam mataa-e-jaan-o-tan hai