SEARCH RESULTS
Showing search results for "baazii-gar-e-mulk-e-adam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baazii-gar-e-mulk-e-adam"
Ghazal
raahii taraf-e-mulk-e-adam ho.ii chukaa thaa
tuu aa gayaa mai.n varna sanam ho.ii chukaa thaa
Tanvir Dehlvi
Nazm
nai tahzib
ye maujuuda tariiqe raahi-e-mulk-e-adam ho.nge
na.ii tahziib hogii aur na.e saamaa.n baham ho.nge
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baazii-gar-e-mulk-e-adam"
Sher
mulk-e-adam se dahr ke maatam-kade ke biich
aayaa na kaun kaun ki ronaa na ro gayaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
jo janaaza hai vo insaa.n ko nasiihat-gar hai
va.az kyaa raah-rav-e-mulk-e-adam kahte hai.n
Alamgir Khan Kaif
Nazm
tum kahan ho
madiina bhii chho.D diyaa
jab ba.Daa darvesh raahi-e-mulk-e-adam hu.aa
Yashab Tamanna
Ghazal
nahii.n dekhte hai.n tire KHvaab jab ham
to phir raah-e-mulk-e-‘adam dekhte hai.n
Rana Khalid Mahmood Qaiser
Ghazal
mirii qasam hai tumhe.n rahravaan-e-mulk-e-adam
KHudaa ke vaaste tum bhuulnaa na jaa ke mujhe