SEARCH RESULTS
Showing search results for "baazii-gar-e-mulk-e-adam"
Ghazal MATCHES FOR "baazii-gar-e-mulk-e-adam"
Ghazal
raahii taraf-e-mulk-e-adam ho.ii chukaa thaa
tuu aa gayaa mai.n varna sanam ho.ii chukaa thaa
Tanvir Dehlvi
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
jo janaaza hai vo insaa.n ko nasiihat-gar hai
va.az kyaa raah-rav-e-mulk-e-adam kahte hai.n
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
nahii.n dekhte hai.n tire KHvaab jab ham
to phir raah-e-mulk-e-‘adam dekhte hai.n
Rana Khalid Mahmood Qaiser
Ghazal
mirii qasam hai tumhe.n rahravaan-e-mulk-e-adam
KHudaa ke vaaste tum bhuulnaa na jaa ke mujhe
Bismil Azimabadi
Ghazal
qaatil kii teG se rah-e-mulk-e-adam milii
aahan hamaare vaaste sa.ng-e-nishaa.n hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dekhiye hotii hai kab raahii suu-e-mulk-e-adam
KHaana-e-tan se hamaarii ruuh ghabraa.ii to hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
ek aalam ne kiyaa hai safar-e-mulk-e-adam
ham bhii jaave.nge agar suu-e-adam kyaa hogaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
yaaraan-e-raftagaa.n se bahut jii ko uns hai
milte agar musaafir-e-mulk-e-adam nahii.n
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
yaad-e-guzishtagaa.n par kyaa ro.e.n ab 'taraqqii'
kyaa ham ravaana suu-e-mulk-e-adam na ho.nge