SEARCH RESULTS
Showing search results for "bakne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bakne"
Ghazal
bakne bhii do 'aajiz' ko jo bole hai bake hai
diivaana hai diivaane se kyaa baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
tirii nigaah se bachne me.n umr guzrii hai
utar gayaa rag-e-jaa.n me.n ye neshtar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bisaat-e-ishq pe ba.Dhnaa kise nahii.n aataa
ye aur baat ki bachne ke ghar nahii.n aate
Waseem Barelvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bakne"
Sher
raat-bhar KHvaab me.n jalnaa bhii ik biimaarii hai
ishq kii aag se bachne me.n samajhdaarii hai
Amit Sharma Meet
Ghazal
ko.ii bachne kaa nahii.n sab kaa pataa jaantii hai
kis taraf aag lagaanaa hai havaa jaantii hai
Manzar Bhopali
Qita
kisii ko hamla karne ke liye detaa hai missile
kisii ko in se bachne ke liye radar detaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
is 'ishq me.n jiite nahii.n bachne ke 'nasiir' aah
ho jaa.egaa ik roz yuu.n hii kaam hamaaraa
Shah Naseer
Ghazal
raat-bhar KHvaab me.n jalnaa bhii ik biimaarii hai
ishq kii aag se bachne me.n samajhdaarii hai
Amit Sharma Meet
Ghazal
bache kam-baKHt vo dil kyuu.nki bhalaa jis dil ke
musta.id ho nigah-e-shoKH uchakne ke liye
Aish Dehlvi
Ghazal
mujh ko sailaab se bachne kii du.aa de kar vo
aa.nsu.o.n ko mirii taqdiir banaa detaa hai
Syed Sarosh Asif
Sher
tirii nigaah se bachne me.n umr guzrii hai
utar gayaa rag-e-jaa.n me.n ye neshtar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
jahaa.n me.n vahii ab hai be-iKHtiyaar
jise jhuuT bakne kii aadat nahii.n

