SEARCH RESULTS
Showing search results for "banda-e-farmaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "banda-e-farmaa.n"
Ghazal
aashiq to mile.nge tujhe insaa.n na milegaa
mujh saa to ko.ii banda-e-farmaa.n na milegaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kaise bach paa.oge farmaan Gam-e-hijraa.n se
ye mohabbat kaa hai dastuur ba.Dii mushkil hai
Farman Ziyai Sirojni
Ghazal
'farmaan' kyo.n udaas hai chehra bataa.iye
aaj aap aa rahe ho nazar kuchh niDhaal se
Farman Ziyai Sirojni
Ghazal
Farman Ziyai Sirojni
Ghazal
tumhaarii bazm me.n 'farmaan' kii to kyaa haqiiqat hai
jo aa jaa.e vo apnii zaat se begaana ho jaa.e
Farman Ziyai Sirojni
MORE MATCHES FOR "banda-e-farmaa.n"
Ghazal
ek ham hai.n jo rahe taaba-e-farmaa.n ho kar
ek tum ho jo abas fitna-o-shar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
vahii aise hai.n ki KHaamosh hai.n sab kii sun kar
sab ko daavaa hai ki huu.n banda-e-farmaa.n un kaa
Shad Azimabadi
Marsiya
Khushi Mohammad Naazir
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
banda-e-momin kaa dil biim-o-riyaa se paak hai
quvvat-e-farmaa.n-ravaa ke saamne bebaak hai
Allama Iqbal
Nazm
ghaalib
baalaa teraa maqaam duniyaa-e-sher me.n
'urfii' bhii ek banda-e-halqa-e-ba-gosh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
sahbaa-e-haqiiqat kaa huu.n sarmast azal se
ik banda-e-aazaad-e-tilismaat-o-fusuu.n huu.n
Nasir Zaidi
Ghazal
haram-o-dair ke logo.n kii KHushii kyaa kahnaa
banda-e-KHaaliq-o-dil-daada-e-raam aayaa hai
Darshan Singh
Ghazal
aaj bhii hai kohkan banda-e-be-daam-e-zar
ishq Gariib-ud-dayaar dekhiye kab tak rahe
Mujeeb Khairabadi
Ghazal
banda-e-KHaak-nashiinaan-e-mohabbat huu.n 'ravish'
KHaak ko masnad-e-aashufta-saraa.n kahtaa huu.n
Ravish Siddiqi
Ghazal
aazaad ho sakaa na giraftaar-e-shash-jahat
dil muft banda-e-havas-e-baal-o-par hu.aa